आका लेलो सलाम अब हमारा / Aaqa Lelo Salama Ab Hamara Lyrics

चाँद के टुकड़े किये , पेड़ों ने सजदे किये
सूरज पलट आ गया , ये मोजज़े आपके
उम्मती क्या खुद खुदा है शयदा तुम्हारा

ग़म से हैं टूटे हुए , जुल्मों में डूबे हुए ,
मुद्दत हुई या नबी , किस्मत को रूठे हुए
रोज़े महेशर उम्मती का आप ही सहारा

नूरे खुदा आप हैं , शाहे खुदा आप हैं
ऐ सरवरे अम्बिया , बेहरे सखा आप हैं
ये है अजमत रबने तुमपर कुरआन उतारा

दिन रात रोती है ये , उम्मत तुम्हारे लिए
हो जाये नज़रे करम , आका हमारे लिए
तयबा की वो गलियों का कब होगा नज़ारा


Chaand ke tukde kiye, pedon ne sajde kiye
Sooraj palat aa gaya, ye mojze aapke
Ummati kya khud Khuda hai shayda tumhaara

Gham se hain toote hue, zulmon mein doobe hue
Muddatt hui Ya Nabi, kismat ko roothe hue
Roze mahshar ummati ka aap hi sahaara

Noor-e-Khuda aap hain, Shaah-e-Khuda aap hain
Ae Sarwar-e-Ambiya, behre sakha aap hain
Ye hai azmat Rab ne tum par Qur’an utaara

Din raat roti hai ye, ummat tumhaare liye
Ho jaaye nazar-e-karam, Aaqa hamaare liye
Taiba ki woh galiyon ka kab hoga nazaara


aaqa le lo salam ab hamara lyrics

naat lyrics hindi

naat sharif hinglish

ya nabi naat lyrics

naat shareef lyrics hindi

aaqa le lo salam full lyrics

आका लेलो सलाम अब हमारा / Aaqa Lelo Salama Ab Hamara Lyrics

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top