तेरे कुन की बात मौला / Tere Kun Ki Baat Maula Lyrics

तेरे कुन की बात मौला
एक बार कर करम दे
देखूँगा मैं हरम को
एक बार कर रहम दे

तेरे हरम से ज़मज़म
पीने की आस दिल में
दरबार-ए-मुस्तफ़ा में
जीने की आस दिल में

गुंबद के सामने मैं
बैठा सदा लगाऊँ
मेरे दिल में है मदीना
दिल को यहीं बसा दे

है अनस की हर ख़ता पर
पर्दा तेरे करम का
हर बार की तरह तू
इस बार भी बचा ले


Tere kun ki baat Maula
Ek baar kar karam de
Dekhoonga main haram ko
Ek baar kar reham de

Tere haram se Zamzam
Peene ki aas dil mein
Darbaar-e-Mustafa mein
Jeene ki aas dil mein

Gumbad ke saamne main
Baitha sada lagaun
Mere dil mein hai Madina
Dil ko yahin basa de

Hai Anas ki har khata par
Parda tere karam ka
Har baar ki tarah tu
Is baar bhi bacha le

Na’at-Khwan: Hazrat Anas Ikram


तेरे कुन की बात मौला / Tere Kun Ki Baat Maula Lyrics

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top