मदीना छोड़ आए हैं / Madina Chhod Aaye Hain Lyrics

Madina Chhod Aaye Hain एक भावुक और दिल को छू लेने वाली नात है, जिसमें मदीना मुनव्वरा से जुदाई और वहाँ बिताए रूहानी लम्हों की याद को खूबसूरती से बयान किया गया है।

इस नात में आशिक़-ए-रसूल ﷺ के उस दर्द को महसूस किया जा सकता है जब मदीना मुनव्वरा को छोड़कर अपने घर लौटना पड़ता है। मक्का मुकर्रमा और मदीना मुनव्वरा की याद, रौज़ा-ए-रसूल ﷺ की ज़ियारत और हरमैन की रूहानी फिज़ा से दूर होने का एहसास इस कलाम का मुख्य भाव है।

मदीना छोड़ आए हैं – Naat Lyrics

मदीना छोड़ आए, अपनी दुनिया छोड़ आए हैं
हमारे पास जितना था, असासा छोड़ आए हैं

ख़ुदा का घर भी छूटा है, नबी का आस्ताना भी
लगा है दोहरा ग़म, मक्का-मदीना छोड़ आए हैं

अभी तक दिल वहीं पर है, अभी तक जाँ वहीं पर है
दिल-ओ-जाँ को वहाँ रोता-बिलखता छोड़ आए हैं

मदीने के दर-ओ-दीवार, रास्ते सब महकते हैं
ज़रा सा ‘इत्र लेकर मुश्क-ए-नाफ़ा छोड़ आए हैं

ख़ुदा जाने वो कैसी नूर और किरणों की बस्ती थी
अँधेरा है यहाँ पर, हम उजाला छोड़ आए हैं

अभी तक याद आती है मज़ार-ए-हमज़ा की रौनक
भला क्यूँ सय्यिदुश्शुहदा का ख़ित्ता छोड़ आए हैं

रियाज़ुल-जन्ना, वो मिंबर से घर तक सारा ही गोशा
जहान-ए-ख़ुल्द का वो हुस्न सारा छोड़ आए हैं

हुआ है ख़त्म वीज़ा, अब कफ़-ए-अफ़सोस मलते हैं
सुनहरी जालियों का हुस्न सारा छोड़ आए हैं

जहाँ से सारी दुनिया में, उजागर! फ़ैज़ जारी है
बक़ी’-ए-पाक में ज़हरा का रोज़ा छोड़ आए हैं


Madina Chhod Aaye Hain – Roman English

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain
Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye, Apni Duniya Chhod Aaye Hain
Hamare Paas Jitna Tha, Asasa Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Khuda Ka Ghar Bhi Chhoota Hai, Nabi Ka Aastana Bhi
Laga Hai Dohra Gham, Makkah-Madina Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Abhi Tak Dil Wahin Par Hai, Abhi Tak Jaan Wahin Par Hai
Dil-o-Jaan Ko Wahan Rota-Bilakta Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Madine Ke Dar-o-Deewar, Raaste Sab Mehakate Hain
Zara Sa Itr Lekar Mushk-e-Naafa Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Khuda Jaane Wo Kaisi Noor Aur Kirnon Ki Basti Thi
Andhera Hai Yahan Par, Hum Ujala Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Abhi Tak Yaad Aati Hai Mazaar-e-Hamza Ki Raunaq
Bhala Kyun Sayyidush-Shuhada Ka Khitta Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Riyaz-ul-Jannah, Wo Minbar Se Ghar Tak Saara Hi Gosha
Jahan-e-Khuld Ka Wo Husn Saara Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Hua Hai Khatm Visa, Ab Kaf-e-Afsos Malte Hain
Sunahri Jaliyon Ka Husn Saara Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain

Jahan Se Saari Duniya Mein, Ujaagar! Faiz Jaari Hai
Baqi’-e-Paak Mein Zahra Ka Rauza Chhod Aaye Hain

Madina Chhod Aaye Hain, Madina Chhod Aaye Hain


Naat Information

Naat: मदीना छोड़ आए हैं / Madina Chhod Aaye Hain Lyrics
Poet / Shayar: Nisar Ali Qadri
Naat Khawan: Hassan Ullah Hussaini
Language: Hindi / Roman English
Category: Naat / Madina Naat / Hajj Kalam


Related Naat Lyrics

फ़ासलों को तकल्लुफ़ है हम से अगर / Faaslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar Lyrics
हर वक़्त तसव्वुर में मदीने की गली हो / Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Lyrics
बस रहा है नज़र में मदीना / Bas Raha Hai Nazar Mein Madina Lyrics
ये दिल तेरी यादों से महकता ही रहेगा / Ye Dil Teri Yaadon Se Mahakta Hi Rahega Lyrics

अगर आपको यह नात पसंद आए तो इसे अपने दोस्तों और परिवार के साथ जरूर शेयर करें।

Allah Ta’ala हमें बार-बार मक्का मुकर्रमा और मदीना मुनव्वरा की हाज़िरी नसीब फरमाए। Aameen.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top